KYA ZAMANA AA GAYA LYRICS – Yeh Majhdhaar

Kya Zamana Aa Gaya Lyrics from Yeh Majhdhaar is sung by Kumar Sanu and Udit Narayan. Kya Zamana Aa Gaya song lyrics are written by Sameer while its music is given by Nadeem Shravan.

Kya Zamana Aa Gaya Lyrics

Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Rote rote rote rote rote rote
Mushkurana aa gaya
Mushkurana aa gaya
Kya zamana aa gaya

Kya zamana aa gaya

Khushiyan tujhe mubaarak hon
Gham saare mujhe mil jaayein
Khushiyan tujhe mubaarak hon
Gham saare mujhe mil jaayein
Hai yeh dua tere dil mein
Pyar ki kaliyan khil jaayein
Jee chahe main wafa ka

Tujhe pesh karun nazrana
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya

Yaar tu kismat wala hai
Tujhko mila dildaar tera
Yaar tu kismat wala hai
Tujhko mila dildaar tera
Teri muradein rab ne suni
Tujhko mila hai pyar tera
Apnon ki mahefil mein
Main lagne laga beghana
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya

Kitni mohabbat hai tujhse
Is duniya ko bata doon main
Kitni mohabbat hai tujhse
Is duniya ko bata doon main
Hai yeh tamanna is dil ki
Yaar pe jaan luta doon main
Na tootega yaar tera mera yarana
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya

Song Details

Song : Kya Zamana Aa Gaya
Album : Yeh Majhdhaar (1996)
Singer : Kumar Sanu, Udit Narayan
Musician : Nadeem Shravan
Lyricist : Sameer

Music Video

Share on:
Previous

TUJHKO MERI YAAD BAHUT TADPAYEGI LYRICS – Yeh Majhdhaar

Rvat na bitah – DEAD MEDOED vs 2×0.5 Lyrics

Next