Laapata Lyrics – Cuttputlli | Payal Dev

Laapata Lyrics from Cuttputlli is latest Hindi song sung by Payal Dev, Dev Negi with music also given by Aditya Dev. Laapata song lyrics are written by Rashmi Virag.

Song Details

Film/Album:Cuttputlli
Song Name:Laapata
Singer:Payal Dev, Dev Negi
Composer:Aditya Dev
Lyrics by:Rashmi Virag
Music Label:Zee Music Company

Laapata Lyrics

Is khel ka kaun hain badshah
Baazi chale par hain laapata
Kathputliya hum saare yaha
Door hain kiski kisko pata

Khatra khatra hain har pal saanson mein
Dekho khatra khatra
Naa apni baazi pe itna itra itra
Naa jaane koyi kal ko kya hoga kya haan kya
Dhokha hain raahon pe bikhra bikhra

Is khel ka kaun hain badshah
Baazi chale par hain laapata
Kathputliya hum saare yaha
Door hain kiski kisko pata

Saaf dikhta kuchh nahi hain
Ik dhuan sa har kahi hain
Dagmagana har kadam pe
Laazmi hain laazmi hain

Ek tinke ki tarha sab
Aandhiyon me udd raha hain
Chaal chhipke is jaha se
Kaun hain joh chaal raha hain

Har taraf zor ki
Chaal rahi hain aandhiyan

Is khel ka kaun hain badshah
Baazi chale par hain laapata
Kathputliya hum sare yaha
Door hain kiski kisko pata

Song Video

Share on:
Previous

Bimbilikki Pilapi Lyrics – Prince

Vyah Lyrics – Angrej Ali | Yaar Mera Titliaan Warga

Next