Naam Tere Humne Apni Jindagi Kar Di Lyrics

Song Details: Naam Tere Humne Apni Jindagi Kar Di Lyrics by Sunil Jha, A. K. Vyas. The song name is Chand Taron Main Nazar Aaye which is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan.

Naam Tere Humne Apni Jindagi Kar Di Lyrics

Naam tere to humne apani zindgi kar dii
Tujhko maana Khuda tujhi se bandagi kar li

Teri baahon mein hi hai saara armaan mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera

Hmm… hmm.. mm..

Naam tere to humne apni zindagi kardi full lyrics

Hmm hmm hmm
He he he he..

Dil ke aaine mein tujhko saja liya
Jabse maine tujhko apna bana liya
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Ek dooje ke dil mein apna ghar banana hai
Teri khatir sabhi hadon se guzar jaana hai
Tujhse lipta rahoonga ban kar kangna tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Pyaar mein hum sanam yeh saara jag bhula denge
Mar ke bhi vaade chahaton ke hum nibha denge

Jaan se bhi mujhe hai pyara sajna mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Ek aisi bhi woh ghadi thi, kya zamana tha
Khoobsurat jahaan se apna ashiyana tha
Tere jaane ke baad jitne gham mile mujhko
Dil pe kitne hain zakhm kaise dikhaoon tujhko
Chhod aaya main bohat peechhe sapna mera

Ra sa re ga re ni
Sa ga pa dha sa re ga re ni
Sa pa sa ni sa re ga
Re ga sa ni
Sa sa ga re ni
Ni sa re ga pa

Naam tere to humne apani zindgi kar dii
Tujhko maana Khuda tujhi se bandagi kar li
Naam tere to humne apani zindgi kar dii
Tujhko maana Khuda tujhi se bandagi kar li
Teri baahon mein hi hai saara armaan mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera

Hmm… hmm.. mm..

Music Video

This is the end of Naam Tere Humne Apni Jindagi Kar Di Lyrics.

Share on:
Previous

Main to Tere Rang Mein Rang Chuka Hu Lyrics

Kyun Kisi Ko Wafa Ke Badle Lyrics

Next