Ohh Yaara Lyrics – Javed Ali

Ohh Yaara Lyrics:- Presenting the Lyrics of the Hindi song ‘Ohh Yaara‘ sung by Javed Ali. The Lyrics of the song casting Ruslaan Mumtaz, Ashwini Chander and Rohan Singh are penned by Vishal Samrat while Rashid Khan has given the music of the song. The song is released under the label Zee Music Company.

Ohh Yaara Lyrics

Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi

Kis se kahun kaise kahun ehsaas hai tu mera
Tu chala gaya dil se magar
Aankhon mein tera chehra

Ab bhi rehta hai tu mujh mein
Main khoya rehta hun tujhmein
Tu hi toh mera sahara

Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara
Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara

Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi
Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi

Bahut kaha bahut suna
Par tune ik na suni

Bahut kaha bahut suna
Par tune ik na suni
Qismat mein meri tu nahi
Phir kyun hai tujh pe yaqeen
Phir kyun hai tujh pe yaqeen

Ab bhi tadpa hai tu mujhmein
Ab bhi dhadka hai tu mujhmein
Tu hi to mera sahara

Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara
Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara

Yaara oh..

Aanshuon ki barishein aankhon se beh gayi
Khwabon ki imaratein ik pal mein deh gayi

Jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke ab yun mujhe

Jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke ab yun mujhe
Mar bhi jaaun main agar
Uff na karunga main tujhe
Uff na karunga main tujhe

Yaadein hain teri iss dil mein
Tere bin hun main mushqil mein
Tu hi to mera sahara

Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara
Ohh yaara, ohh yaara, ohh yaara

Written by: Vishal Samrat

Song Details

Singer: Javed Ali
Lyricist: Vishal Samrat
Music: Rashid Khan
Director: Kabyamaya Purohit
Cast: Ruslaan Mumtaz, Ashwini Chander, Rohan Singh
Language: Hindi
Music Label: Zee Music Company

Music Video

Share on:
Previous

Malum Hai Na Lyrics – Emiway

Bekhayali Lyrics – Kabir Singh

Next