Pehli Baarish Mein Lyrics ft. Asim Riaz sung by Sumit Bhalla, Anita Bhatt is latest Hindi song with music also given by Bhanu Pandit. Pehli Baarish Mein song lyrics are written by Mukesh Mishra, Bhanu Pandit.
Song Details
Song Name: | Pehli Baarish Mein |
Singer: | Sumit Bhalla, Anita Bhatt |
Composer: | Bhanu Pandit |
Lyrics by: | Mukesh Mishra, Bhanu Pandit |
Music Label: | Aatma Music |
Pehli Baarish Mein Lyrics
Jitne bhi yeh badal hain
Lagta hain sab paagal hain
Jitne bhi yeh badal hain
Lagta hain sab pagal hain
Barsatein hain yaad teri
Aur tanhayi ka pal hain
Betab dil hain sang tere
Bheegne ki khaahish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Kabhi khatm na hone waali
Kuchh baatein karni hain
Boli toh dil ki hain par
Ankhon se kehni hain
Kabhi khatm na hone waali
Kuchh baatein karni hain
Boli toh dil ki hai par
Ankhon se kehni hain
Leke aayi hawaaye
Mujh tak teri yeh fariyad
Maine bhi mohabbat bheji hain
Baadlon ke haath
Jodi hain apni aarzu
Teri farmayish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Dooriyan sab mita ke
Tu oh jaana aa jaana
Mausam ka bhi mijaaz
Yeh kehta hain ho oh oh
Dhundta dil yeh mera
Tujhko hoke deewana
Bas tere intzaar mein
Rehta hain ho
Aane laga hain dil teri
Aankhon ki sazish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein