TERA HONA AAYA LYRICS – ROCHAK KOHLI

Tera Hona Aaya Lyrics: The song is sung by Rochak Kohli and Asees Kaur, and has music by Rochak Kohli while Gurpreet Saini and Gautam Govind Shama have written the Tera Hona Aaya Lyrics. The music video of the Tera Hona Aaya song is directed by Dixshant Gaurav Kala , and it features Natasha Bharadwaj and Aman Gandotra.

Tera Hona Aaya Lyrics

Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Ke hamein na aajtak tera hona aaya
Ke hamein na aajtak tera hona aaya

Jis din do jahaan ho rahe the juda
Dil tha keh raha rok lein tumhein
Kyun zuban par lafz wo na aaya
Kyun zuban par lafz wo na aaya

Ke hamein na aajtak tera hona aaya
Ke hamein na aajtak tera hona aaya

Jaante hum agar
Ke faasle the iss kadar
Hum to zameenon se the
Tha aasmaan mein tera ghar

Jaante hum agar
Ke faasle the iss kadar

Hum to zameenon se the
Tha aasmaan mein tera ghar

Ho dil ko samjhaate yeh
Ke rok ke dhadkanein
Jee le tu agar jee sake
Yeh khaab na hum magar

Mar bhi jaayein yoon hi
Ghamm nahi ghamm nahi
Reh na jaayein kahin
Dil mein ranjishein

Paa sake tujhe naa hi khona aaya
Naa paa sake tujhe naa hi khona aaya
Ke hamein na aajtak tera hona aaya
Ke hamein na aajtak tera hona aaya

Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Ho aaj yeh sochkar bada rona aaya
Ke hamein na aajtak tera hona aaya
Ke hamein na aajtak tera hona aaya

Haan haan haan

Song Details

Song:Tera Hona Aaya
Singer:Rochak Kohli, Asees Kaur
Lyrics:Gurpreet Saini, Gautam G Sharma
Music:Rochak Kohli
Starring:Natasha Bharadwaj, Aman Gandotra
Label:Rochak Kohli

Music Video

Share on:
Previous

Barsaat Lyrics – Armaan Malik

LOVE WALA DOSE LYRICS – KHESARI LAL YADAV

Next