Zindagi Khafa Khafa Lyrics – Rahul Vaidya

Zindagi Khafa Khafa Lyrics by Rahul Vaidya is brand new Hindi sad song sung by Rahul Vaidya and this latest song is featuring Rashami Desai. Zindagi Khafa Khafa song lyrics are penned down by Sameer Anjaan, Sanjeev Chaturvedi while music is given by Sanjeev-Ajay, Nadeem-Shravan and video has been directed by Garry Vilkhu.

Zindagi Khafa Khafa Lyrics

Jise Tha Toot Ke Chaha
Usi Ne Dil Mera Toda
Mere Humraah Ne Mujhko
Hai Tanha Raah Mein Chhoda

Chupa Ke Saari Duniya Se
Ashq Apne Bahata Hoon
Unhe Kaise Bataun Main
Na Unko Bhool Paata Hoon

Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karte Ho
Zindagi Khafa Khafa Aur Tum
Dil Lagane Ki Baat Karte Ho

Mere Dil Mein Jo Rahte The
Hue Hai Aaj Begaane
Mere Dil Mein Jo Rahte The
Hue Hai Aaj Begaane

Nazar Meri Mohabbat Ko
Lagi Kiski Khuda Jaane

Hai Raaste Dhuaa Dhuaa Aur Tum
Paas Aane Ki Baat Karte Ho
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karte Ho

Bade Masoom The Kal Tak
Wahi Magroor Ban Baithe
Bade Masoom The Kal Tak
Wahi Magroor Ban Baithe

Mujhe Tanhaiyan Deke
Bade Mashhoor Ban Baithe
Dil Hai Bujha Bujha Aur Tum
Gungunane Ki Baat Karte Ho

Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum
Muskurane Ki Baat Karte Ho
Zindagi Khafa Khafa Aur Tum
Dil Lagane Ki Baat Karte Ho

“Mohabbat Ke Mukaddar Mein
Har Baar Judaai Hai
Shahar Mein Shor Hai Lekin
Mere Dil Mein Tanhaai Hai”
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum

Written by: Sanjeev Chaturvedi

Song Info:

Song:Zindagi Khafa Khafa
Singer(s):Rahul Vaidya
Musician(s):Sanjeev Chaturveri
Lyricist(s):Sanjeev Chaturvedi
Cast:Rahul Vaidya, Rashami Desai
Label(©):Ishtar Music

Music Video

Share on:
Previous

The Villagers Lyrics – Sumit Goswami

Panghat Lyrics – Surender Romio

Next